फूट कर रो पड़े सुवेंदु अधिकारी! याचना नहीं अब रण होगा - West Bengal Election
By Zpluse News
•
Monday, May 11, 2026
🚨 BIG BREAKING: Suvendu Adhikari's PA Murdered in Kolkata! | बंगाल चुनाव के बाद खूनी खेल?
West Bengal elections mein BJP ki jeet ke baad, Kolkata ke Madhyamgram se ek dil dehla dene wali khabar aayi hai. Leader of Opposition Suvendu Adhikari ke behad kareebi aur unke PA, Chandrakant Rath ki sareaam goli maarkar hatya kar di gayi hai (Shot dead point-blank with 4 bullets).
Gaadi ko beech sadak par overtake kiya gaya aur tabadtod firing ki gayi. BJP leaders aur parivar ka seedha aarop TMC par hai. Kya chunav haarne ki baukhlahat mein yeh political revenge liya jaa raha hai? Bengal law and order par uth rahe hain bade sawal!
Is poore political murder aur Bengal violence ki ground zero report dekhiye is video mein. Kya Mamata sarkar mein kanoon vyavastha puri tarah dhavast ho chuki hai?
📢 Ground zero se har breaking update aur sateek analysis ke liye dekhte rahiye Z+ News aur BW News. Sach jo aapko janna zaroori hai!